Friday, August 14, 2009

......

Dhooen ka rang syah kyun....

hai rakh me itani aag kyun....

ab tak to chand tanha tha.....

is bat par itna bawal kun....

gar khush hai jameee aasman sang kisi andekhe kshitij par.....

gar badalon ne bahka diye hain bundon k kadam jamee par.....

hawa k rukh ne jo mor dale hai naseeb kaynat k....

kaliyon ne tod dale hai bandhan sabhi jamat k....

to jindagi ne apne tewar kam to nahin kar diye....

aaftab ne parchaiyon k rukh to nahin mor liye....

na badla hai naseeb abtak un parwanon ka....

shaman kuredati hai jakhm har deewanon ka....


hum itne nadaan to nahin ki

chandani ko rok len...

aur chand jab mange hisab ...

to jindagi ko chod den....!!!!!